Dua For Husband

Shohar Ya Husband Ko Kabu Karne Ki Dua

5
(1)

Har patni chahti hai ki uska pati uske alava kisi ki taraf dekhe bhi naa. Aksar rishte ko banaye rakhne ke liye mahilayein hi kosish karti hain. Aisa islie hota hai kyunki mard itna nahin sochta hai ki uski patni ko kya accha lagega kya nahin. Kya aap apne shohar ke roz roz ke jhagro se tang aa chuki hai? Kya aapke pati bina kisi wajah ke aapke upar zulm karte hai? Kya aapke khawind aapki kisi bhi baat ko tarjeeh nahi dete? Apne shohar ko kabu me karne ke liye aapko Shohar Ko Kabu Me Karne Ki Dua ya apne shohar ko kabu me karne ka tareeka apnana hoga. 

Apne Shohar Ko Kabu Karne Ka Tareeka

Apne Shohar Ko Kabu Karne Ka Tareeka neeche diya gaya hai-

  • Jumme ke din se shuruaat kar apko teen din tak is dua ko karna hai.
  • Ek gulab ko apne hath me lijiye.
  • Ab neeche batai gai dua ko 21 baar padhein-

Allahumaa aliya absara kul bahum an sharrii ila khaarii yamlaka hoo

  • Is dua ko padhne ke baad hath me rakhe gulab ke phool ko phoonk maare.
  • Phoonk marne ke baad us gulab ko sote waqt apne shohar ke sirhane par rakh dijiye.
  • 3 din ke baad teeno phoolon ko paani me baha de.
  • Ise prakriya ko 3 din tak sacche dil se kijiye, iske baad apka shohar apke kabu me hoga.

Shohar Ko Kabu Me Karne Ki Dua

Shohar Ko Kabu Me Karne Ki DuaKya aap chahti hai ki aapke shohar aapko tawajjo de? Agar aap ke dil mein apne shohar ko badalne ka khayal ata hai toh Allah Talah ne iska jayaz tarika bataya hai. Aap shohar ko kabu me karne ki dua ka kasrat se wird kare aur Insha Allah aapki har pareshani jald se jald door hogi. Ye dua aapke khawind ko poori tarah se aapke kabze mein kar degi.

Agar aapke khawind ko choti choti baat par gussa karne ki adat hai ya phir wo apse bahot jald naraz ho jate hai toh aap naraz shohar ko kaise manaye ke nuskhe jaane. Allah talah ne har biwi ko ye nasihat di hai ki wo apne shohar ko jald se jald razi karle nahi toh wo gunahgaar hai. Isliye aap ruthe pati ko manane ka tarika jaane aur usko apnaye taki aapke khawind aapse jald se jald razi ho jaye. 

Husband Ko Kabu Karne Ki Powerful Dua

Aam taur par aurten apne pati ko kabu mein karne ke liye jadu tone jaise galat tarike apna leti hai. Islam mein iski sakht mamaniyat hai. Allah Talah ne Quran mein aapko apne khawind ke dil par raj karne k bahot sari duayein batayi hai. Aap un duao ko parhe aur Insha Allah, aapke shohar aapke kabu mein rahenge aur aap jis tarah unko dhalna chahe, dhal sakti hai. Agar aapke shohar bad-mizaj hai aur unke andar juan sharab jaisi buri adatein hai toh aap shohar ko kabu karne ki dua jaane.    

Shohar Ko Apne Bas Me Karne Ki DuaAap is wazifa ki tafseel humare molvi sahib se hasil kar sakti hai. Insha Allah, iski madad se aapke khawind sahi raste par ajayenge aur apni sari galat harkatein chor denge. Isi tarah agar aapke shohar aapke ilawa kisi aur aurat ki taraf ruju ho rahe hai toh aap pure akeede ke sath is wazifa ko parhe. Iske padhte hi wo apne rishte todkar apke paas aa jaenge. Unka dil wapas aapki taraf mud jayega aur wo dobara kisi aurat ki taraf nazar utha ke bhi nahi dekhenge. Ye dua aap apne khawind ko apni maa ka kabu se churane ke liye bhi parh sakti hai. Agar aapke pati apni maa ki baton mein aakar aap par zulm karte hai toh aap is wazifa ke zariye unko rok sakti hai. 

Shohar Ko Kabu Me Karne Ka Wazifa

  • Sabse pehle biwi ko chahiye ke woh taza wuzu bana le.
  • Uske baad 36 baar Durood Shareef ko parhe aur yeh Shohar ko kabu me karne ki dua ko parhe-“Allaahumma Innee A’oozubika” ko 43 baar parhe.
  • Uske baad 30 baar Surah Falak ko parhe.
  • Phir biwi ko chahiye ki woh apna aur apne shohar ke naam ko ek kagaz ke tukre pe likhe.
  • Phir 10 baar Surah Imran ko parhe.
  • Phir usko us kagaz pe dam kare aur jala de.
  • Isko dua ko 2 din tak kare.

Shohar Ko Bas Me Karne Ka Taweez

Shohar ko apne bas me karne ka taweez banana behad hi asaan hai. Hamare Molvi Ji ka bataya hua shohar ko apne bas me karne ka taweez banane ka tareeka ek dum umda hai aur asardaar hai. Shohar ko apne bas me karne ka taweez banane ke liye neeche di gai samagri ka hona behad jaruri hai. Is taweez ko banane ke liye ek kaali syahi ki kalam, 1 (seb) apple,5 Laung, aur chawal ke  5 kan lene hain.

Shohar Ko Bas Me Karne Ka Taweez Banane ka tareeka-

  • Seb ko acchi tarah se dhone ke baad aur use cheelkar uski ek taraf apne shohar ke naam ka pehla akshar aur dusri taraf apne naam ka pehla akshar likh le.
  • Iske baad jahan par aapne apne shohar ke naam ka pehla akshar likha hai wahan par seb ke andar 5 laung lagadeni hai.
  • Dusri taraf jahan seb par apke naam ka pehla akshar likha hai wahan par chawal ke 5 daane laga dene hai.
  • Isko karne ke baad “Bismillah Shareef” Padhein aur Seb par dam karein.
  • Ab is seb me Allah Ki rehmat aa gai hai, is seb ko kisi bhi tareeke se apne shohar ko khila de.

Note: Seb apne shohar ko khilane se pehle usme se chawal ke daane aur laung jarur nikal le aur unhe kisi ped par daal dein.

Aap 3 dino me khud ki dekhengi ki kaise apke shohar aap par lattu hue dol rahe hain. Is taweez ki madad se bahut si behnon ne apne pati par kabu paa liya hai. Iski itni safalta ko dekhte hue hi Molvi Ji ne apne taweez banane ke tareeke ko aur bahut si besahara aurton tak pahuchne ke liye ise Yahan bataya hai. Iski madad se jyada se jyada aurton ko apne shohar ko kabu me karne ka asardar taweez.

Aur kisi bhi jankari ke liye aap hum se sampark kar sakte hai hamare number par.

How useful was this post?

Click on a star to rate it!

Average rating 5 / 5. Vote count: 1

No votes so far! Be the first to rate this post.

Below Article LBD Banner

Related Articles

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

You cannot copy content of this page

× Asalam Alai Kum! How can I help you?